Mutton Kunna Recipe In Urdu
Servings Prep Time
10 15Minutes
Cook Time
60Minutes
Servings Prep Time
10 15Minutes
Cook Time
60Minutes
Ingredients
For Garnishing
Instructions
  1. Burtan main oil garam karain.
  2. Is main mutton,adrak lassan paste,pisi hui lal mirch aur namak dal ker 5 minute tak bhoonain.
  3. Is main dahi shamil karain aur musalsal bhoontay rahain yahan tak k pani khushk hojay.phr pani shamil karain or dhak kar paknay dain.
  4. Alag se grinder main zeera,saunf,kali mirch,sonth,bari elaichi,long,jaifal or javatri daal ker pees lain.
  5. Ab 2 se 3 khanay k chamchay bhar k pisa hua masala mutton walay pan main shamil karain.achi tarah mix karain phr halki anch per paknay dain.
  6. Alag se 2 cup pani pani main 6 khanay k chamchay maida ghol ker kunnay k amaizay main shamil karain.
  7. Ab ek fry pan main oil garam karain phr piaz daal ker golden karain phir kunnay per dal ker tarka laga dain.
  8. Ab mutton kunna tayar hy decoration karky garam nan ky sath paish karain.