Shahi Tukray Recipe In Urdu

Shahi Tukray Recipe In Urdu

Print Recipe
Shahi Tukray Recipe In Urdu
Shahi-Tukray-Recipe-In-Urdu
Prep Time 20 minutes
Cook Time 15 minutes
Servings
Ingredients
Prep Time 20 minutes
Cook Time 15 minutes
Servings
Ingredients
Shahi-Tukray-Recipe-In-Urdu
Instructions
  1. Sub se phely kuti hui Elaichi ko Milk/Doodh mein daal dein aur darmiyani aanch pe pakain.
  2. Uske baad halki aanch kar dein aur 40 minute tak ubalny dein aur chamcha chalti rahe, uske bad is mein condensed milk daal dein
  3. Ab Chini/Sugar aur cream garam doodh mein shamil kar dein. sat hi chamcha chalti rahe taki chini gul jay or cream achi tarah mix hojaye, 15 se 20 minute tak waqt ke sath chamcha chalati rahein.
  4. Ab color ya zafran ko 1 tbsp pani mein mixture bana kar asi pkaty huy doodh mein daal dein take color or khush achi tarah shamil hojaye.
  5. Ab adhy nuts is doodh mein shamil kar dein aur doodh ko cholay se utar kar side pe rakh dein.
  6. Ab bread ki kinary cut kar lein aur jaise chahe square ya triangle shapes mein bana lein apni presentation ke hisab se.
  7. Phir ya bread ko pan mein crispy fry kar lein, aur kisi newspaper ya kitchen towel pe rakh dein taky oil jazb ho jaye.
  8. Ab ek dish mein fried bread, banaya gya milk mixture aur baki nuts garnishing ke lya layers mein set karti jayen.
  9. Sub se phely ek bread phir milk aur phir nuts dalein isi tarha repeat karen.
  10. Cling film se wraps karky fridge mein rakh den thanda hone pe serve karen.
Share this Recipe
About Author

Master Chef