
Arwi Ky Kabab Recipe In Urdu
Arwi Ky Kabab Recipe In Urdu
2016-08-04 08:49:59
Prep Time
15 min
Cook Time
20 min
Ingredients
- ½ kilo Arwi
- 1 pao Piyaz
- 1 bothi Lehson
- 1 cup Basin(Bhona hua)
- Ghee(Haasbe zarorat)
- ½ tsp Garam masala
- ½ tsp Lal mirch(pisi hui)
- 1½ tbsp Anardana
- Hara dhannia(katra hua) (Haasbe zarorat)
- Hari mirch (katri hui)
- Namak(Haasbe zaika)
- 2 adad Andey
Instructions
- 1. Arwi ke chilkay utar kar ubal lain phir uska bhurta bana lain phir tamam masala basin main mila kar arwi ke bhurty main dal dain.
- 2. Dhannia or hari mirch bhi shamil kar dain.
- 3. Ab is bhurtay ke kabab bana lain or anday phent kar kabab dibo kar taway par ghee garam kar ke talain.
Urdu Cookbook https://urducookbook.com/